Bhajan Name- Baat Chhoti Hai Sir Ko Hila Dijiye Bhajan Lyrics (पांव अपना प्रभु जी धुला लीजिए भजन लिरिक्स )
Bhajan Lyric-
Bhajan Singer-Prakash Gandhi
Music Label-
बात छोटी है सर को हिला दीजिए,
पांव अपना प्रभु जी धुला लीजिए,
हम है अनपढ़ कोई भूल हो ही गई,
आप मालिक हैं। सब कुछ भुला दीजिए,
गैर मल्ला है आएगा हरगिज नहीं
नाम लेकर किसी को बुला लीजिए
बात छोटी है सर को हिला दीजिए।
बात छोटी है सर को हिला दीजिए।
पांव अपना प्रभु जी धुला लीजिए।
चाह दोनों की है देर किस बात की
कुछ ना कुछ तो शीघ्र ही
कुछ ना कुछ फैसला कीजिए
बात छोटी है सर को हिला दीजिए
बात छोटी है सर को हिला दीजिए।
पांव अपना प्रभु जी धुला लीजिए।
English Lyrics Bhajan Style
Baat chhoti hai, sir ko hila dijiye,
Paanv apna Prabhu ji dhula lijiye,
Hum hain anpadh, koi bhool ho hi gayi,
Aap maalik hain, sab kuch bhula dijiye.
Gair malla hai, aayega hargiz nahin,
Naam lekar kisi ko bula lijiye,
Baat chhoti hai, sir ko hila dijiye.
Baat chhoti hai, sir ko hila dijiye,
Paanv apna Prabhu ji dhula lijiye.
Chaah donon ki hai, der kis baat ki,
Kuchh na kuchh to sheeghra hi,
Kuchh na kuchh faisla kijiye,
Baat chhoti hai, sir ko hila dijiye.
Baat chhoti hai, sir ko hila dijiye,
Paanv apna Prabhu ji dhula lijiye
🙏🏻Stay Blessed and Stay Connected with us🙏🏻❤️