Bhajan Lyric-Sachin Tulsiyan
Bhajan Singer-Reshmi Sharma
Music Label-Sonotek Bhakti
कहीं नफरत देखी कहीं प्यार देखा,
कहीं मतलब से भरा संसार देखा,
जहां पल भर में जीवन सवर जाता है,
मैंने खाटू आके ऐसा दरबार देखा,
बंद पड़े बरसों से ताले,
किस्मत के खुल जाएंगे,
देखे अब तक जो भी सपने,
सारे सच हो जाएंगे,
होते पग पग यहां चमत्कार देखा,
मैंने खाटू आके ऐसा दरबार देखा,
एक बार जो आया खाटू,
वो तो यही का हो गया,
भूल के सारी दुनियादारी,
श्याम नाम में खो गया,
श्याम सीना बड़ा दिलदार देखा,
मैंने खाटू आके ऐसा दरबार देखा,
श्याम शरण में रह के मुझको,
एक एक सांस बितानी है,
जो कुछ हूं मैं श्याम कृपा है,
बातें ये मैंने जानी है,
ना सचिन को करे इनकार देखा,
मैंने खाटू आके ऐसा दरबार देखा,
कहीं नफरत देखी कहीं प्यार देखा,
कहीं मतलब से भरा संसार देखा,
जहां पल भर में जीवन सवर जाता है,
मैंने खाटू आके ऐसा दरबार देखा,
English Lyrics Bhajan
Kahin nafrat dekhi, kahin pyaar dekha,
Kahin matlab se bhara sansaar dekha,
Jahan pal bhar mein jeevan sanvar jaata hai,
Maine Khatu aake aisa darbaar dekha,
Band pade barson se taale,
Kismat ke khul jaayenge,
Dekhe ab tak jo bhi sapne,
Saare sach ho jaayenge,
Hote pag-pag yahan chamatkaar dekha,
Maine Khatu aake aisa darbaar dekha,
Ek baar jo aaya Khatu,
Woh to yahin ka ho gaya,
Bhool ke saari duniyaadaari,
Shyam naam mein kho gaya,
Shyam seena bada dildaar dekha,
Maine Khatu aake aisa darbaar dekha,
Shyam sharan mein reh ke mujhko,
Ek-ek saans bitaani hai,
Jo kuchh hoon main Shyam kripa hai,
Baatein yeh maine jaani hain,
Na Sachin ko kare inkaar dekha,
Maine Khatu aake aisa darbaar dekha,
Kahin nafrat dekhi, kahin pyaar dekha,
Kahin matlab se bhara sansaar dekha,
Jahan pal bhar mein jeevan sanvar jaata hai,
Maine Khatu aake aisa darbaar dekha
🙏🏻Stay Blessed and Stay Connected with us🙏🏻❤️